Monday 4 July 2011


Al-Badei(Bagir zarea k paida krne wala):-Koi gham ya museebat ya ko muhmim darpaish ho tou 12 roz tak baad Nimaz-e-Isha Ya Badi ul aajabi bill khairi ya Badio parhay tou 12 din k andar tamam maqsad mi qamyabi ho ge-

Ya-Baqi(Hamesha rehnay wala):-Baad Nimaz-e-Fajar jo shakhs Ya-Baqi 1000 bar parhay yar qisam k nuqsan se mehfooz rhe ga, sadaqa krne ki toufiq ho ge,dolat kabi khatim na ho ge,


Ya-Waris(Malik):-Talooh Aftab se pehlay jo shakhs Ya-Waris 100 martaba parta rhe azab-e-qabar se mehfooz rhe ga ,shak-o-shuba dil se nikal jai ga-

Ya-Rasheed(Seedhi tadbeer wala):-Agar koi cheez gum ho gai ho ya kisi mamla mi faisla na kr sakta ho tou Ya-Rasheed Nimaz-e-Magrib-o-Isha k darmiyan 1000 bar parhay tou gum shuda cheez mil jai ge aur qoowt faislay paida ho ge,

Ya-Saboor(Bara Tahmil krnewala):- Din niklne se pehly agar koi shakhs Ya-Saboor 100 bar parh le tou din bhar Allah Tala ki hifazat mi rhe ga-Agar bimari ya Dard ho tou 30,000 bar is ko parhay-

2 comments:

  1. al-badei , isha ki namaz ke baad kitni baar vird karna hai., pls let me know

    ReplyDelete
  2. It's no limit, just Recite Ya-Badei for some time, without counting,

    ReplyDelete